Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hay

Nahoosat gunaahon ki chaei hui hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Yahi baat hum nay barhon se suni hay

Na ho banagi gar to kia zindagi hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ae abr-e-karam aa baras ja baras ja

Baras ja baras ja baras ja baras ja

Ajab aag isyaan ki mujh me lagi hay

Gunahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hay Naat Lyrics

Nahi pass husn-e-amal meray Mola

Nazar meri tere karam per lagi hay

Gunahoon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ubaid-e-Raza naikyon se hay khali

Gunaahon me hasil ise bartari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Lab-e-Mustafa se khudaya suna day

Ubaid-e-Raza naar se tu bari hay

Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Madad ki ghari hay madad ki ghari hay

madad ki ghari hay madad ki ghari hay


Related Content

  1. Mujhe Dar Pay Phir Bulana  Naat Lyrics
  2. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  3. Qurban Tumpe Meri Jaan
  4. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  5. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  6. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
  7. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  8. Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya  Naat Lyrics
  9. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  10. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  11. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  12. Aaj Muhammad aye moray ghar
  13. Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
  14. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  15. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  16. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  17. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  18. Un Ki Nazar Mein
  19. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  20. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics

Leave a comment