Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics

Jab Jab Nabi ki Yaad Aaye He

Jiya mora khinch ke madina chala jaye he

Amina bibi khushiyan manayen

Abdul Mutallib fule na samayen

Bal bal halima bibi jaye he

Jiya mora khinch ke madina chalaa jaye he

Aaye ro jag ma shah e madina

Kufr ke saath pe aaya pasinaa

Haq ka jo jhanda lehraye he

Jiya mora khinch ke madina chala jaye he

Allahu akbar unka pasina

Jisme mahekta he sara madina

Dono jahan ko mehakaye he

Jiya mora khinch ke madina chalaa jaye he

Ayega ik din hajj ka mahinaa

Fir se bula lo shahe madina

Rizwan ko yaad ab sataye he

Jiya mora khinch ke madina chala jaye he


Related Content

  1. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  2. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  3. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  4. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  5. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  6. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  7. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  8. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  9. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  10. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  11. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  12. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  13. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  14. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  15. Tere Ishq Di Dolat
  16. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  17. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  18. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  19. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  20. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gae Ghum Beshumar Naat Lyrics

Leave a comment