Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)

Meray Aqa meray lajpaal Madinay waley

Meray halaath badal daal madinay waley

Apni aankhon sey lagaaown mey sunehri jaali

Mujh ko bulwaaeeye har saal Madinay waley

Sadqah Hasnain ka bhar dijiye jholi meri

Mujh ko kar dijiye khush haal Madinay waley

Aale athhar kei mey geeth hameysha gaaon

Khush rahay mujh sey teri Aal Madinay waley

Apney dukh dard sunaaon mey kisay teray siwa

Bin theray kown sunay haal Madinay waley

Aeybe mehshar kahein khulney nah paaein meray

Rakhna daaman mey bahr haal Madinay waley


Related Content

  1. Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi  Naat Lyrics
  2. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  3. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  4. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  5. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  6. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  7. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  8. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  9. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  10. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  11. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  12. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  13. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
  14. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  15. Un Ki Nazar Mein
  16. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  17. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  18. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  19. Tere Ishq Di Dolat
  20. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics

Leave a comment