NABI KA JASHAN AAYA 

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Nabi ka Jashan Aaya, Chand Taaro Jhoomte Rehna

Nabi ke Naam Par Ae Namdaro, Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Jahan Mein Noor Le Kar Noor Wala Aane Wala Hai

Mere Hamrah Tum Bhi Dil Ke Taaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marha Aaqa ki Amad, Marhaba, Daata ki Amad, Marhaba, Mola ki Amad, Marba

Malja Ki Amad, Aala Ki Amad Marhaba, Aula Ki Amad Marba,

Sohne Ki Amad Marhaba, Jaana Ki Amad Marhaba,

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Gali Koochay Saja Dena, Haray Jhanday Laga Dena

Gali Koochay Saja Dena, Haray Jhanday Laga Dena

Taqaza Ishq Ka Hai Mere Yaro Jhoomte Rehna

Taqaza Ishq Ka Hai Mere Yaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Nabi e Sarwar e Konain ki Amad ke Lamhon Mein

Durood e PAK Parte Parte Saare Jhoomte Rehna

Durood e PAK Parte Parte Saare Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marha Aaqa ki Amad, Marhaba, Daata ki Amad, Marhaba, Mola ki Amad, Marba

Malja Ki Amad, Aala Ki Amad Marhaba, Aula Ki Amad Marba,

Sohne Ki Amad Marhaba, Jaana Ki Amad Marhaba,

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Masawat o Akhowat Ka Payaam e Dilnasheen Laaye

Khushi Mein ae Gareebo, Maaldaro jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Woh aaye Gamkade Mein, Ek Khushi ki Roshni Phooti

Khuda Ke Shukar Mein, Ae Gam ke maaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa


Related Content

  1. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  2. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  3. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  4. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  5. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  6. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  7. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  8. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  9. Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
  10. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  11. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  12. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  13. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  14. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  15. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  16. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  17. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  18. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  19. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  20. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein

Leave a comment