Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics

Chaman Chaman ki dilkashi
Gulo ki hai wo taazaghi
Hai chand jin se shabnami
Wo kehkasha ki roshniHawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi
Hawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi
Hai kitna pyaara naam bhi

Chorus: Nabi, Nabi, Nabi, Nabi, X4
Hawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi
Hawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi

Ye aamade bahaar
Wo noor ki khataar hai
Fazaa bhi kush gavaar hai
Havaa bhi mushtavaar hai (x2)
Ye aamade bahaar
Havaa se maine jab kahaa
Ye kaun aagayaa bataa
Havaa pukarti chalin
Chorus
Havaa se maine jab kahaa
Ye kaun aagayaa bataa
Havaa pukarti chalin

Zamee baney zamaan baney
Maki baney makkah baney
Chuni baney chuna baney
Wo waj hai kun fakaa baney
Zamee baney zamaan baney
Maki baney makkah baney
Chuni baney chuna baney
Wo waj hai kun fakaa baney
Kahaa hai maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
Kahaa hai maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
To rab ne bhi kahaa yahin

Kahaa maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
Kahaa maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
To rab ne bhi kahaa yahin

Wo husne laa jawaab hai
Wo ishque be misaal hai
Jo wa charf ka inaam hai
Nabi ka wo wilaad hai (x2)
Badan so laghte hai tipar
Ye tartara ute hajar
Zabaan pai taa magar yahi

Badan so laghte hai tipar
Ye tartara ute hajar
Zabaan pai taa magar yahi

Chale jo qatl ko umar
kahaa kisi ney roke kar
Kahaa chaley aur kidar
Manaj kyun hai arsh par
Chale jo qatl ko umar
kahaa kisi ney roke kar
Kahaa chaley aur kidar
Manaj kyun hai arsh par
Zarra behen ki lo khabar
Fidah hai wo Rasul par
Zarra behen ki lo khabar
Fidah hai wo Rasul par
Wo kehrahi hai har ghari

Zarra behen ki lo khabar
Fidah hai wo Rasul par
Wo kehrahi hai har ghari

Umar chale behen ke ghar
Ye dil me soch soch kar
Urayenge hum un ka sar
Jo hai nabi key deen par
Umar chale behen ke ghar
Ye dil me soch soch kar
Urayenge hum un ka sar
Jo hai nabi key deen par
Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Umar ne bhi kahaan yahi

Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Umar ne bhi kahaan yahi

Wo ishque ka usul hai
Wo sunniyat ka phool hai
Wo ehsaba usul ta
Key aashique rasul ta
Wo ishque ka usul hai
Wo sunniyat ka phool hai
Wo ehsaba usul ta
Key aashique rasul ta
Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza ne bhi kahaa yahin

Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza ne bhi kahaa yahin


Related Content

  1. Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics
  2. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  3. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  4. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  5. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  6. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  7. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  8. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  9. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  10. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  11. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  12. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena
  13. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  14. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  15. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  16. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  17. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  18. Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
  19. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  20. Uchiyan Uchiyan Shaana 

Leave a comment