Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)

Noor ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya

Aap Aye tu Zamane Main Ujala Ho Gaya

Yeh Aj Kiya Hai Zamane Ne Rang Bandla Hai

Yeh Aj kiya hai Ke Alam ka Dhang Badla Hai

Farishte Aj Jo Dhoomein Machane Aaye Hai

Unhi Ke Aane ki shaadi Rachane Aaye Hai

Yeh Aj Kahe ki Shaadi Hai Arsha kiun Jhooma

Labe Zameen ko Labe Asman Ne kiun Chooma

Inhen Khuda ne Kiya Apne Mulk Ka Malik

Inhi Ke Kabze Main (Sorry)Aaye Hai

Jo Chahen Gay Jisse Chahen Gay Ye Usse Dein Gay

Kareem Hain Yeh Khazane Lutaane Aaye Hain

Sarkar Ki Amad Marhaba Dildar ki Amad Marhaba

Noor ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya

Aap Aye tu Zamane Main Ujala Ho Gaya

Jashn-e-Milad un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai

Eid Deewano ki Tu Bara’n Rabu un Noor Hai

Iss Taraf Jo Noor Hai Tu uss Taraf Bhi Noor Hai

Zarra Zarra Do Jahan ka Noor Se Ma’moor Hai

Jiss tarfa ko Uth gayi Alam Munawar Ho Gaye

Main Teri Ankhon Ke Sadqe In Main Kitna Noor Hai

Jashn-e-Baharan Aa Gayi Shetan Rawana Ho Gaya

Aap Aye tu Zamane Main Ujala Ho Gaya

Sarkar Ki Amad Marhaba Dildar ki Amad Marhaba

Sab Jhoom Ke Bhoolo Marhaba Lab Choom Ke Bolo

Lehra Kar Bolo Hath Utha Kar Bolo Sharmana Choro

Noor ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya

Aap Aye tu Zamane Main Ujala Ho Gaya

Subha Taiba Main Hoi Bat’ta Hai Bara Noor Ka

Sadqa Lene Noor Ka Aaya Hai Tara Noor Ka

Jiss Ko Dekho Hai liye Jaata Hai Tora Noor Ka

Noor ki Sarkar Hai Kya Iss Main Toda Noor Ka

Tere Hi Maathe Raha Aey jaan Sehra Noor Ka

Bakht Jaga Noor Ka Chamka Sitara Noor Ka

Teri Nasl-e-Pak Main Hai Bacha Bacha Noor Ka

Tu hai Ain-e-Noor Tera Sab Gharan Noor Ka

Main Gada Tu Badsha Bhar De Piyala Noor Ka

Noor Din Do Na Tera De Daal Sadka Noor Ka

Jashn-e-Baharan Aa Gaya Shetan Rawana Ho Gaya

Aap Aye tu Zamane Main Ujala Ho Gaya

Taj Wale Dekh Kar Tera Imama Noor Ka

Sir Jhukate Hain Ilahi Bhool Bhala Noor Ka

Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gaya

Aap Aye tu Zamane Main Ujala Ho Gaya

Jo Gir Rahe They Unhen Inhon Ne Thaam Liya

Jo Gir Chuke Hain yeh Unko Uthane Aaye Hai

Yeh Seedha Rasta Haq Ka Batane Aaye Hai

Yeh haq Ke Bandon Ko Haq Se Milane Aaye Hain

Rauf Aise Hain aur Yeh Raheem Hain Itne

Ke Girte Parton Ko Seene Lagane Aaye Hain

Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gaya

Aap Aye tu Zamane Main Ujala Ho Gaya

Sarkar Ki Amad Marhaba Dildar ki Amad Marhaba

Sab Jhoom Ke Bhoolo Marhaba Zara Mil Kar Bolo Marhaba

Parcham Lehra Kar Bolo Sab Jhoom Ke Bolo Marhaba

Mere Aqa aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo

Jahsn-e-Milad un Nabi Hai Kiun na Jhoomein Aj Hum

Muskurati Hain Baharain Sab Taraf Tu Noor Hai

Kiunki Mere Aqa Aaye Jhoomo Mere Data Aaye Jhoomo

Mere Aqa Aaye Jhoomo Mere Data Aaye Jhoomo

Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gaya

Aap Aye tu Zamane Main Ujala Ho Gaya


Related Content

  1. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  2. Chand Se Unke Chehre Par Ghesue Mushk Faam Do   Naat Lyrics
  3. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  4. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  5. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  6. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  7. aaka ko pukar bande aaka pukar
  8. Noori Mahfil Lyrics
  9. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  10. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  11. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  12. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  13. Ali Haidar ka gharana
  14. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  15. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  16. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  17. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  18. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  19. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  20. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu

Leave a comment