Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics

rifaete subhe saadat zindabad

marhaba jashne wiladat zindabad

mojiza hi mojiza hai unki zat

shahkare daste kudrat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

chand tare ambiya hain bilyaki

aap hain mohare nubuwat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

zindagi phir zindagi lagane  lagi

jabke aae raze rahmat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

nafarato ke pair girate hi gae

jab khila ye phoole ulfat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

dushmane ja par bhi sayae karam

aap aae ban ke rahmat zindabad

marhaba jasne wiladat……………………

naat unki ae ‘ujagar’ likhte hi

mujpe utari hai masrrat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..


Related Content

  1. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  2. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  3. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  4. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  5. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  6. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  7. Noori Mahfil Lyrics
  8. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  9. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  10. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  11. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  12. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  13. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  14. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  15. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  16. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  17. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  18. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  19. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,
  20. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI

Leave a comment