Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)

Sab se aola wa aala hamara Nabi
Sab se baala wa waala hamara Nabi

Apne Moula ka pyara hamara Nabi
Dono aalam ka Dulha ha hamara Nabi

Bazme Aakhir ka Shama faroza huwa
Noore awwal ka jalwa hamara Nabi

Buj gayi jis ke aage sabhi mash’ale
Shamma woh lekeh aaya hamara Nabi

Jis ke talwon ka dhowan he aabe Hayaat
Hai woh jaane Maseeha hamara Nabi

Khalq se Awliya Awliya se Rusul
Aur Rasoolon se aala hamara Nabi

Jaise sab ka Khuda ek he waise hi
In ka un ka thumhara hamara Nabi

Kawn deta he dene ko muh chahiye
Dene waala he sacha hamara Nabi

Kya khabar kitne taare khile chhup gaye
Par na doobe na dooba hamara Nabi

Saare ooncho meh ooncha samajhye jise
Hai oos oonche se ooncha hamara Nabi

Ghum zadoh ko Raza muzda dije ke he
Be kason ka sahara hamara Nabi


Related Content

  1. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  2. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  3. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  4. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  5. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  6. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  7. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  8. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  9. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  10. Noori Mahfil Lyrics
  11. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  12. Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein  Naat Lyrics
  13. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  14. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  15. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  16. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  17. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  18. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  19. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  20. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics

Leave a comment