Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala

Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Woh sar chashmai noor-e-fathghay mubeen hai
Wohi mash anayra hay azmo yakeen hai
Usey say hamaray dilon main ujala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Usey kay yeh gham par hai ahsaan saray
Kadam manzelaain chomtey hain hamaray
Usey nain andhayron say ham ko nikala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Sahara diya us kay naqshey qadam nain
Usey kee tawajo usey kay kadam nain
Zamanain kay girtay houon ko sanbhala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Usey kee mohabat hai iman-e-kamil
Usey say mila hum ko irfan-e-manzil
Usey nain hamain jada-e-haq pay dala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Sahara diya us kay naqshey qadam nain
Usey kee tawajo usey kay kadam nain
Zamanain kay girtay houon ko sanbhala
Usey say hai Islam ka bola bala

Usey kee mohabat hai iman-e-kamil
Usey say mila hum ko irfan-e-manzil
Usey nain hamain jada-e-haq pay dala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala


Related Content

  1. Aey Mere Mola Mola Mola
  2. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  3. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  4. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  5. Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
  6. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  7. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  8. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  9. Ae Shaaf’e Umam Sha’e Zee Jaah Le Khabar
  10. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  11. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  12. Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka  Naat Lyrics
  13. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  14. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  15. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  16. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  17. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  18. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  19. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  20. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics

Leave a comment