Ya Nabi Ya Nabi

Yaa Nabi Yaa Nabi Yaa Nabi

Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabi
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aap Shaah-e-ommum
Aap Khair-ul-waraa
Aap sartaaj-e-paighaimberaan-e-khudaa
Aapki doonon aalam main jalwa garii
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aap khallak-e-aalam ke hain tarjoomaa
Aap arsh-e-ilaahi ke hain raazdaan
Aap ghaar-e-hira ki haseen roshni
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Khatam-ul-mursaleen-e-jahan aap hain
Baees-e-azmat-e-kunfaqaa aap hain
Farsh se arsh taq bartari aapki
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aap Quraan laaye habib-e-khuda
Hai laqabb aapka khatam-ul-ambiyaa
Aapse ehl-e-haq ko miley aaghaahii
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aarzoo par karam ho shah-e-hasheemi
Waqf-e-rung ju alam jiski hai zindagii
Bukhsh do is ko deedar ki roshni
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabii

Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabi
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii


Related Content

  1. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  2. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  3. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  4. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  5. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  6. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  7. Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics
  8. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  9. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  10. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  11. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  12. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  13. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  14. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  15. Do jag de wich hoye ujaale,
  16. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  17. Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics
  18. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  19. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  20. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics

Leave a comment