Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)

Ya Rabb Tere Mahboob ka Jalwa nazar aaye
Is Noor Mujassam ka Saraapa nazar aaye

Ay kaash kabhi aisa bhi ho kwaab me mere
Hoon jis ki Gulaami me who Aqaa nazar aaye

Ta Hashr meri qabar me ho jaaye ujaala
Marqad me jo Un ka ruke zebaa nazar aaye

Jis dar ka banaaya he ghadaa mujh ko Ilaahi
Is dar pe kabhi kaash ye maghta nazar aaye

Roshan rahe aankhen ye meri ba�de fana bhi
Gar waqt nazaa�e ho Shahe Waala nazar aaye

Kis aankh ne dekhi he misaal ankhi jahan me
Sarkaar too konain me yakta nazar aaye

Kaaba ay Riaz is ko banaalo me dil ka
Gar Naqshe Qadam mujh ko Nabi nazar aaye


Related Content

  1. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  2. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  3. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  4. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  5. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  6. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  7. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  8. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  9. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  10. Aagae Mustafa Ki Sawaari
  11. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  12. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  13. aaka ko pukar bande aaka pukar
  14. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  15. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  16. TARON MEIN ROSHNI
  17. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  18. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
  19. Apni Lagan Laga De
  20. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics

Leave a comment