Bacha Bacha Muskuraya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khushiyun Ka Tufaan Laya Baarwein Ka Chaand AayaShaadmani Ke Taranay Goonjtay Hain Deher Mein
Wajd Mein Har Shakhs Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Roshni Hee Roshni Hai Chandni Hee Chandni
Zarra Zarra Jagmagaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Ho Gaye Hain Bund Saaray Zulmaton Ke Baab Aaj
Deher Mein Woh Noor Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khil Uthein Kaliyan Muhabbat Ki Gulon Par Hai Nikhaar
Baagh-e-Ulfat Lehlahaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Saaz-e-Jaan Per Baj Raha Hai Aik Naghma Baar Baar
Aamina Ka Laal Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Shukar Karte Hee Raho Rub Ka Ujaagar Subho Shaam
Rub Ka Kaisa Fazal Paaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
Related Content
- Noor ke motiyon ki larri ban gai
- MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
- Tala Al Badru Alayna Naat Lyrics
- Dekhte Kya Ho Ahle Safa
- Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro Naat Lyrics
- Aap shamme risalat hain parwaney hum
- Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
- Mangate Hain Karam Unka Sada Naat Lyrics
- Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain Naat Lyrics
- Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla Naat Lyrics
- Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
- Do jag de wich hoye ujaale,
- Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
- Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan Naat Lyrics
- Ae Noor-e-mujjassim
- Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
- Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz Naat Lyrics
- Sare Jahan Se Achha Hai Sange Dar Tumhara Naat Lyrics
- Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein Naat Lyrics
- Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai