Darpesh ho taiba ka safar kaisa lage ga
Guzrain jo wahan shaam o sehar kaisa lage gaAe kash madine main mujhe maot youn aye
Kadmoon main ho sarkar صلی اللہ علیہ وسلم ke sar kaisa lage ga
Ae pyare khuda dekhoon main sarkar ka jalwa
Mil jaye dua to jo asar kaisa lage ga
Aaqa ka ghada hoon ae jahanum tu bhi sun le
Wo kaise jalle jo ke ghullam-e madni ho
Ae kash main ban jaoon madine ka musafir
Phir rothi huwi taiba ko baraat challi ho
Jab door se hai itna haseen gumbad-e-hazra
Iss paar ye aalum hai udhaar kaisa lage ga
Aa jayen mere ghar main agar rehmat-e-aalam
Main kesa lagoon ga mera ghar kesa lage ga
Taiba ki saadath to youn pathe hain hazaroon
Murshid ka saath ho jo safar kaisa lage ga
Payee Munawar ne kazza dar pe Nabi ke
Aajaye watan aesi habbar kaisa lage ga.
Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
Related Content
- Woh Rasool, Mera Rasool Hai
- Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
- Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
- Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
- Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa Naat Lyrics
- Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein Naat Lyrics
- Pir Mere Baghdaadi Ghaus Ul Anaam Naat Lyrics
- Ban Ja Toon Vi Yaar Madine Wale Da Lyrics
- Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
- Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
- Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
- Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Naat Lyrics
- Karam Ke Badal Baras Rahe Hain Naat Lyrics
- Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
- HAR DESH MAIN GUNJEGA
- Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
- Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
- Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do Naat Lyrics
- Rabbana Ya Rabbana Naat Lyrics
- Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics