Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo

Assalatu wassalamu alaika Yarasool Allah
ya habib-e-ahmed-e-mujtaba dil-e-mubtala ka salam lo
jo wafa ki raah me kho gaya usi gum shuda ka salam lo

mai talab se baaz na aaunga tu karam ka haat badai ja
jo tere karam se hai aashna usi aashna ka salam lo

meri haazri ho madine me mile lutf mujh ko bhi jine me
tera noor ho mere sine me mere is duaa ka salam lo

koi mar raha hai bahisht par koi chahata hai kamal ko
mai tujhi ko chahu khuda kare meri is duaa ka salam lo

na gharaz kisi se na wasta mujhe kaam aap ne hi kaam se tere zikr se
tere fikr tere naam se bas mai tujhi ko chahu khuda kare meri is duaa ka salam lo

wo hussain jisne chidak ke khun chaman-e-wafa ko hara kiya
usi janisaro ka wasta ke har ek gadha ka salam lo

tamam auliya ke buland sar hai khadam pe jinke jhuke huve
usi pyare ghouse ka wasta ke har ek gadha ka salam lo

yehi roz-o-shab hai duaa-e-dil mai maru to tere diyar me
yehi muddua-e-hayat hai isi muddua ka salam lo


Related Content

  1. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  2. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  3. Mein Mangta Haan Teray Ishq Da  Naat Lyrics
  4. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  5. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  6. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  7. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  8. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  9. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  10. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  11. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  12. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  13. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  14. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  15. Meeran Waliyon Ke Imam De Do Panjtan Ke Naam (Manqabat)  Naat Lyrics
  16. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  17. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  18. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  19. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  20. Koyi Kya Jane Jo Tum Ho Khuda Hi Jaane Kya Tum Ho  Naat Lyrics

Leave a comment