Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai [2x]

Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai [2x]

Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Yah Aaj Tara Zamee Ki Taraf Hai Q Maail [2x]

Yah Asmaan Say Payham Hai Noor Q Nazil

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Yah Aaj Kiya Hai Zamana Nay Rang Badla Hai [2x]

Yah Aaj Kiya Hai Kay Alam Kay Dhang Badla Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Yah Aaj Kahai Ki Shaadi Hai Arsh Q Jhooma [2x]

Lab-e-Zameen Ko Lab-e-Asmaa Q Chuma

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Rasool Unhi Kay Toh Mujhda Sunanay Aaya Hai [2x]

Inhi Kay Aana Ki Khushiya Manana Aaya Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Feerista Aaj Jo Dhooma Machanay Aaya Hai [2x]

Inhi Kay Aana Ki Shaadi Rachana Aaya Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Yah Seeda Rasta Haq Ka Batana Aya Hai [2x]

Ya Haq Kay Bando Ko Haq Say Milanay Aaya Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sunogay La Na Zaban-e-Karim Say Noori [2x]

Yah Faiz-o-Jood Kay Dariya Bahana Aaya Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]


Related Content

  1. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics
  2. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  3. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  4. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  5. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  6. aaka ko pukar bande aaka pukar
  7. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  8. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,
  9. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  10. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  11. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  12. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  13. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  14. Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega  Naat Lyrics
  15. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  16. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  17. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  18. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  19. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  20. Rusul Unhi Ka To Muzdah Sunane Aaye Hai  Naat Lyrics

Leave a comment