Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics

Dar e Nabi Par

Yeh Rifaat-e-Zikaar-e-Mustaafaa Hai,Naahi Kissi kaa Maaqaam Aisa

Jo Baaaad Zikr-e-Khudaa Hai AAfzaal Hai Zikaar-e-KHair Ul AAnaam

Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa

Maadine Waale KaaHain Maaqaami Ho Unke Daar Par Qaayaam Aisa

Laabon pe Nam-e-Naabi Jab Aayaa Guraaiz Pan Haadson Ko Jo Tal Detaa Hai Mushkilon Ko Mere Nabi Kaa Hai Nam

Mujhi ko Dekho Woh Betalab hi Nawaazte Jaa Rahe Hain Paihum

Na Mera Koi Amal Hai Aisa Naa Meraa Koi Hai Kaaaam Aisa

Bilal Tuj Par Nisar Javoon Ke Khud Nabi Ne Tujhe Kharida

Nasib Ho To Nasib Aisa Ghulaam Ho To Ghulaam Aisa

Hain Jitne Aql-o-Khirad ke Dawe Sab Unki Gard-e-Safar Main Gum Hain

Koi Bhi Ab Tak Samajh Naa Paayaa, Hai Mustafaa Kaa Maqaam Aisa

Ke Namaaz Aqsaa Main Jab Parhaayee To Ambiyaa aur Rusool Yeh Bole

Ke Namaaz Ho To Namaaz Aesi Imaam Ho To Imaam Aisa

Main Khaalid APne Nabi Pe Qurbaan Hai Jis kaa Khulq-e-Azeem Quraa’n

Salaamti Ki Jo Hai Zamaanat Woh Le ke Aaaye Nizaam Aisa


Related Content

  1. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  2. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  3. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  4. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  5. Mere Dil Mein He Yaad-E-Muhammad  Naat Lyrics
  6. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  7. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  8. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  9. Kis Ke Jalwe Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai  Naat Lyrics
  10. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  11. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  12. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  13. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  14. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  15. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  16. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  17. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  18. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  19. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  20. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale

Leave a comment