Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam

DIL SE HAZAAR BAAR MADINAH TUJHE SALAAM LYRICS

Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhay Salaam

Lareib Kharay Dasht E Madina Kay Husn Par
Qurban Lalazaar Madina Tujhay Salaam

Tujhse Mitti Hamesha Meri Bekrariyaan
Tu Dil Ka Hai Qaraar Madina Tujhe Salaam

Tutay Mera Joh Daam To Madina Ho Samnay
Yeh Dil Ki Hai Pukaar Madinah Tujhe Salaam

Teiba Say Duur Kaisay Ujagar Rahay Ga Ab
Mushkil Hai Intizaar Madina Tujhay Salaam

Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam
Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhay Salaam


Related Content

  1. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics
  2. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  3. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  4. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  5. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  6. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  7. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  8. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  9. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  10. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  11. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  12. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  13. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  14. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  15. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  16. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  17. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  18. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  19. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  20. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics

Leave a comment