Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics

Falak Ke Naazaro, Zameen Ki Bahaaro
Sub Eidein Manao Huzoor Agaye HainUttho Bay Saharo Chalo Gham Ke Maaro
Khabar Ye Sunao Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain

Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa
Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan Ayaa
Aray Kaj Kula’ho Aray Baadshaho
Nigahein Jhukao Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain

Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra
Ujaala Ujaala’ Sawera, Sawera
Halima (R.A) Ko Pohnchi Khabar Aaminah (R.A) Ki
Mere Ghar Main Aao, Huzoor Agaye Hain

Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain
Hawaun Mein Jazbaat Hain Marhaba Ke
Fazaun Mein Naghmaat Salle’Alla Ke
Daroodaun Ke Gajrey, Salamaun Ke Tohfay
Ghulamo Sajaao, Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain

Sama Hai Sana E Habeeb E Khuda Ka
Ye Meelad Hai Sarwaray Ambiya Ka
Nabi Ke Gadao Sub Ek Doosre Ko
Khabar Ye Sunao, Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain

Kahaan Mai Zahuri Kahaan Unki Batein
Karam Hi Karam Hain Ye Din Aur Ratein
Jahaan Par Bhi Jaao Dilaun Ko Jagao
Yahi Kehte Jaao, Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain


Related Content

  1. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  2. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  3. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  4. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  5. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  6. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  7. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  8. Soona jungle raat andheri chaye hai
  9. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  10. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
  11. Tum Par Main Jan
  12. Ya Nabi Ya Nabi
  13. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  14. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  15. Sare Jahan Se Achha Hai Sange Dar Tumhara  Naat Lyrics
  16. Rab Mehfilan Sajayan
  17. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  18. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  19. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  20. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)

Leave a comment