Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics

hamne quraan mai ye parha hai

pyaare aaka ka rotba bara hai

bage jannat ho ya arshe aazam

har jagah unka zanda garha hai

hai karam mujpe shahe zaman ka

naam lewa hu main panjatan ki

rang lai hai meri wafae

mustfa(saw) mere hajat rava hai

hamne quran mai ye ……………….

aa rahe hai madina ke dulha

sarpe taje safaat dhra hai

dekhiye hasr me har farista

hath bandhe adab se khara hai

hamne quran mai ye…………………

wo muhmmad (saw)  hai noore khuda hai

ye na samazo khud se bara hai

darmiya me ahad or ahmad(saw)

mim ka ek parda para hai

hamne quraan mai ye…………………

raat mearaaz ki keh rahi hai

panv chume hai taro ne inke

tajdare madina ke aage

aasama ko bhi zukna para hai

hamne quraan mai ye…………………

taybah wale muhmmad (saw) ki azamat

char yaro se zahir hai ‘anwar’

mil gai hai use badshahi

unke kadmo pe jo gir para hai

hamne quraan mai ye…………………


Related Content

  1. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  2. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  3. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  4. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  5. Ya Nabi Ya Rasool
  6. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  7. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  8. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  9. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  10. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  11. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  12. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  13. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
  14. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  15. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics
  16. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  17. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  18. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  19. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  20. Aye Madine ke Tajdar Tujhe

Leave a comment