Kis Chiz Ki Kami Hai Maula Teri Gali Main  Naat Lyrics

Kis Chiz ki Kami he Maula teri Gali mein

Duniya Teri Gali mein uqba Teri Gali mein

Diwangi pe meri Haste he aqalwale

Rasta teri gali ka puchha Teri gali mein

Diwana kar diya he Diwana ho gaya hu

Dekha he Maine Aisa jalwa Teri gali mein

Mauto Hayat Meri Dono Tere liye he

Marna Teri gali mein Jina teri gali mein

Kis Tarah pao Rakhe YaSahibe Bashirat

Aankhe bichi huwi he “Har” jaa teri gali mein

Suraj Tajallio ka har dam chamak Raha he

Dekha nahi kisi Din Saya Teri gali mein

Amjad ko Aaj tak ham Adna samajh rahe the

Lekin Maqam uska paya teri gali mein


Related Content

  1. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  2. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  3. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  4. Rehmat Baras Rehi Hai
  5. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  6. Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho  Naat Lyrics
  7. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  8. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  9. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  10. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  11. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  12. Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz  Naat Lyrics
  13. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  14. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  15. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  16. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  17. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  18. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  19. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  20. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya

Leave a comment