Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics

MEHBOOB KI MEHFIL KO MEHBOOB

SAJATE HAI NAAT LYRICS

Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain

Woh Log Khuda Shahid, Qismat Ke Sikandar Hain
Jo Sarware Alam Ka, Milad Manate HainAqa Ki Sanah Khwani, Dar Asl Ibadat Hai
Hum Naat Ki Surat Mein, Qur’an Sunate Hain

Jin Ka Bhari Duniya Mein, Koi Bhi Nahin Wali
Unko Bhi Mere Aqa, Sine Se Lagate Hain

Jo Sarware Alam Ko, Lajpal Samajhte Hain
Daman Talab Bhar Kar, Mehfil Se Woh Jate Hain

Me-khwaro Chaley Jana, Me-khwanae Sarwar Mein
Woh Jamey Talab Sab Ko; Bhar, Bhar Ke Pilate Hain

Allah Ke Khazanon Ke, Malik Hain Nabi Sarwar


Related Content

  1. LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
  2. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  3. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  4. Ham Faqeeron Ko Madeene
  5. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  6. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  7. Mein Mangta Haan Teray Ishq Da  Naat Lyrics
  8. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  9. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  10. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  11. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
  12. Aagae Mustafa Ki Sawaari
  13. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  14. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  15. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  16. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  17. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  18. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  19. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  20. MADINE WAALE MERI LAAJPAL

Leave a comment