Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics

Qadri Aastana Salaamath Rahe ,
Mustafa Ka Gharana Salaamath RahePal Rahe Hain Jahaan Se Ye Dono Jahaan
Wo Saaqi Aastana Salaamath RaheDard Mandon Sar Par Hai Saya Figan
Aap Ka Shahmiyana Salaamath RaheTum Se Mansoob Hai Zindagi Ka Nisaab
Hashr Tak Ye Fasana Salaamath RaheYe Nakirain Bole Mujhe Qabr Main
Mustafa Ka Dewana Salaamath Rahe

Hukum Tha Ke Aada Ho Namazein Pachas
Aapka Aana Jana Salaamath Rahe

Jisne Ta’aseer Ki Khatm-e-Ta’aseer Ki
Wo Nabi Ka Deewana Salamat Rahe

Jinke Chehre The Ghumgeen Khush Hogaye
Aapka Muskurana Salaamath Rahe

Etrat-E-Fatima Par UJAGAR Nisar
Syeda Ka Gharana Salaamath Rahe


Related Content

  1. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  2. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics
  3. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  4. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  5. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  6. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  7. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  8. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  9. Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar  Naat Lyrics
  10. ShaheMadina Naat Lyrics
  11. Aye Hasnain Ke Nana
  12. Tala Al Badru Alyna
  13. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  14. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  15. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  16. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  17. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  18. NABI KA JASHAN AAYA 
  19. Aankhon ka taara naame Muhammed
  20. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics

Leave a comment