Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics

rifaete subhe saadat zindabad

marhaba jashne wiladat zindabad

mojiza hi mojiza hai unki zat

shahkare daste kudrat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

chand tare ambiya hain bilyaki

aap hain mohare nubuwat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

zindagi phir zindagi lagane  lagi

jabke aae raze rahmat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

nafarato ke pair girate hi gae

jab khila ye phoole ulfat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..

dushmane ja par bhi sayae karam

aap aae ban ke rahmat zindabad

marhaba jasne wiladat……………………

naat unki ae ‘ujagar’ likhte hi

mujpe utari hai masrrat zindabad

marhaba jasne wiladat…………………..


Related Content

  1. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  2. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  3. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  4. Tere Ishq Di Dolat
  5. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  6. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  7. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  8. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  9. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  10. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  11. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  12. Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)
  13. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  14. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  15. Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa  Naat Lyrics
  16. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  17. Nazar Mai Hai Kaba Tu Dil Mai  Naat Lyrics
  18. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  19. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  20. Karahe Hain Teri Sana Khani

Leave a comment