Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics

Allah Ne Pohnchaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Sud Shukar Keh Mein Phir Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein

Rud Kaisay Bhala Hogi Ab Koi Dua Meri
Mein Rub Ko Pukar Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein

Kuch Kehne Se Pehle Hee Puri Hoi Har Khuwahish
Jo Socha Wohi Paaya Sarkar Ke Qadmon Mein

Kuch Lamhay Huzoori Ke Paaye Tou Ye Lagta Hai
Ik Umar Guzaar Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein

Mujh Jaisa Tahee Damaan Kiya Nazar Ko Lejaata
Ik Naat Suna Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein

Yaad Aayi Sabih Apni Har Aik Khata Mujh Ko
Aamaal Pe Sharmaaya Sarkaar Ke Qadmon Meina


Related Content

  1. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  2. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  3. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  4. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  5. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  6. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  7. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  8. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  9. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  10. Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
  11. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics
  12. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  13. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  14. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  15. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  16. Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics
  17. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  18. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  19. Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics
  20. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu

Leave a comment