Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar

Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar

Naat By Ustaazuz Zaman Hazrat Maulana Hassan Raza Khan Al-Qaderi (Rahmatullahi Alaih)

Sooae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar

Ser Ghulshan Kohn Dekhe Daste Tayba Chor Kar

Sooae Jannat Kohn Jaaye Dar Tumhara Chor Kar

Be Liqaae Yaraane Ko Chain Aajaata Agar

Baar Baar Aate Na Yoon Jibreel Sidra Chor Kar

Mar Hi Jaaon Me Agar Is Dar Se Jaaon Do Qadam

Kya Bache Bimaare Ghum Qurbe Masiha Chor Kar!

Bakshwaana Mujh Se Aasi Ka Rawaa Hoga Kisse

Kis Ke Daaman Me Choepoo Daaman Tumhara Chor Kar

Aisi Jalwo Par Karoon Me Laakh Hooro Ko Nisaar

Kya Gharaz Kyoon Jaa?On Jannat Ko Madina Chor Kar

Hashr Me Ekh Ekh Ka Mootakte Phirte He Adoo

Aafato Me Phans Ghaye Un Ka Sahaara Chor Kar

Mar Ke Jeethe He Jo Unke Dar Pe Jaathe He Hassan

Jee Ke Marte He Jo Aathe He Madina Chor Kar


Related Content

  1. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  2. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  3. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  4. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  5. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  6. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  7. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  8. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  9. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  10. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  11. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  12. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  13. Meri Darkan Mey Ya Nabi Meri Sanson Mey Ya Nabi (Naat Lyrics)
  14. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  15. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  16. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  17. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  18. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  19. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  20. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics

Leave a comment