SUBHO MEELADE NABI HE KYA SUHANA NOOR HE
AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
AANKH WAALO AAWO DEKHO MAAHE TAYBA KI ZIYAA
AASMAAN KE CHAND ME TO PEEKA PEEKA NOOR HE
TU NA HOTA, TO NA HOTA DO JAHAAN KA INTIZAAM
TU ZAMEEN KA NOOR HE, TU ASMAAN KA NOOR HE
JISNE JO KUCH NOOR PAYAA SUB TERI SARKAAR SE
NOOR KI SARKAAR KA TO SUBSE PEHLA NOOR HE
JISTARAF KO UT’GAYEE AALAM MUNAW’WAR HOGAYE
ME TERI AANKHO KE SADQE IN ME KITNA NOOR HAI
MUSTAFA KE NOOR ME HE ZAATE BAARI JALWA GHAR
MUSTAFA KA NOOR YOON KEHTE! KHUDA KA NOOR HAI
ISTARAF BI EK NIGHAHE NOORALE NOORALA
ME SARAPAA MA?SIYAT HOON TU SARAPAA NOOR HAI
NAAT BY JANAB MUNAWAR BADAYOONI
AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
Related Content
- Aa Gaye Sarkar Naat Lyrics
- Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki Naat Lyrics
- Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
- Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
- Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
- Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
- Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
- Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
- Barhy jo karky vo
- Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
- Sirf Ek Baar Naat Lyrics
- Bigdi Bhi Banayenge Naat Lyrics
- Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
- Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
- Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
- Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
- Gham Hogaye Be Shumar Aaqa Naat Lyrics
- Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
- Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
- Gali Hondi Madine Di Lyrics