Ae Noor-e-mujjassim qad-e-zebaye muhammad
ankhon men chupa lun jo nazar aye muhammad
kursi py bithaya unhy mehboob bnakar
sab nabiyon men khaliq ko pasand aye muhammad
zanjeer bhi hilti rahi bistar bhi raha garm
ek pal men suvy arsh gaye aye muhammd
daman men chupa lo mujhy daman men chupa lo
parda na mery aib ka khul jaye muhammad
firdoos k guldasty liye phirten thi hureen
kehteen then kahan dafan hy shadaye muhammad
Ae Noor-e-mujjassim qad-e-zebaye muhammad
ankhon men chupa lun jo nazar aye muhammad
Ae Noor-e-mujjassim
Related Content
- Ishq Ke Rang Naat Lyrics
- Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
- Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro Naat Lyrics
- Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
- MADINE WAALE MERI LAAJPAL
- Sarkar Bulae Kadmo Mai Naat Lyrics
- BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
- Apni Lagan Laga De
- YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
- Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
- Jab Say Howa Hey Unka Karam
- Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
- Sarkaar Ke Qadmo Mein Naat Lyrics
- Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
- Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
- Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka Naat Lyrics
- Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara Naat Lyrics
- Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
- Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
- Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)