Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
Gar aata ho dam e akhir mujhe jalwa unka
Maine mana ke siyahkaar gunahgaar hu mai
Laaj rakhle meri maula ke hu shaida unka
Roz e mehshar ki tamazat se bachaega mujhe
Meri bakhshish ka zariya hai ye jalsa unka
Dekh lo ahle jahan mere Nabi ki ulfat
Chuma hai bulbul e sidra ne bhi talwa unka
Kyun bhala fikr karu roz e qiyamat ka Tameem
Khuld le jayega mujhko bhi waseela unka
Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
Related Content
- La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
- Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
- Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
- Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe Naat Lyrics
- Piraane Pir, Meri Bigri Banaao Naat Lyrics
- TARON MEIN ROSHNI
- Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
- Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
- Tala Al Badru Alyna
- Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
- Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
- Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye Naat Lyrics
- Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
- Jahan Bani Ata Karde Naat Lyrics
- Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
- ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS
- Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai Naat Lyrics
- Noor ke motiyon ki larri ban gai
- Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar Naat Lyrics
- Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein Naat Lyrics