Aankhon ka taara naame Muhammed

Ankhon ka Tara Name Muhammad Dilka ujaala naame Muhammed

Puche ga Maula laya hein kya kya

Mai ye kahunga naame Muhammad

Allah U Akbar rab’bul ulaane

Har sheh pe likka naame Muhammed

Dault jo chaaho dona jahaan ki

Karlo wazifa naame Muhammed

Sheda na kyu ho is par musalmaan

Rab ko hein pyaara naame Muhammed

Salle ala ka sehra sajaakar

Dulha banaaya naame Muhammed

Paayi muraade donoh jahaan mein

Jisne pukaara naame Muhammed

Parti durood e doregi hoore

Laasha jo lega naame Muhammed

Roze qayaamat mizana pul par

Dega sahaara naame Muhammed

Bera tabaahi mein aagaya hein

Dede sahaara naame Muhammed


Related Content

  1. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  2. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  3. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  4. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  5. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  6. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  7. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  8. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  9. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  10. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  11. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  12. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  13. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  14. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  15. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  16. Kaba Lyrics
  17. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  18. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  19. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  20. Apni Lagan Laga De

Leave a comment