Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
Dil me ishq e Nabi ko jagayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
Meri aankhe hogi munawwar rauze ko jab dekhunga
Dil ye khushi se bol uthega Aaqa ka rauza nazar aagaya
Dil ki ye armaan hai Aaqa tayba ki un galion me
Mere dil ko mai samjhau ke Aaqa ka rauza nazar aagaya
Allah Allah unki jaali chumoon mai in honto’n se
Shukr Khuda ka karte bolu Aaqa ka rauza nazar Aagaya
Jald ghadi wo aayegi Rabb e Ta’ala ki rehmat se
Dil ye Tameem ka bol uthega Aaqa ka rauza nazar aagaya.
Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
Related Content
- Tere Ishq Di Dolat
- Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi Naat Lyrics
- Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
- Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
- Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan Naat Lyrics
- Karahe Hain Teri Sana Khani
- Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
- MEHBOOB DA MELA AE
- Mere Dil Mein He Yaad-E-Muhammad Naat Lyrics
- Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon Naat Lyrics
- Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
- Milad Ka Mausam Aaya Hai Naat Lyrics
- Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
- Mere Sarkar Sunte Hai Naat Lyrics
- Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
- Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
- Tu Shamm-e- Risalat Hai
- Jashn Aamade Rasool
- Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna Naat Lyrics
- Apni Lagan Laga De