Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)

Subho Meelade Nabi he kya suhana Noor he
Agayaa wo noore waala jiska saara Noor he

Aankh waalo aawo dekho maahe Tayba ki ziyaa
Aasmaan ke chand me to peeka peeka Noor he

Tu na hota, to na hota do jahaan ka intizaam
Tu zameen ka noor he, tu asmaan ka Noor he

Jisne jo kuch Noor payaa sub Teri Sarkaar se
Noor ki Sarkaar ka to subse pehla Noor he

Jistaraf ko ut?gayee aalam munaw?war hogaye
Me Teri Aankho ke Sadqe in me kitna Noor he

Mustafa ke noor me he Zaate Baari Jalwa ghar
Mustafa ka Noor yoon kehte! Khuda ka Noor he

Istaraf bi ek nighahe Noorale Noorala
Me sarapaa ma?siyat hoon Tu sarapaa Noor he


Related Content

  1. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  2. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  3. Rab Mehfilan Sajayan
  4. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  5. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  6. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  7. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  8. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  9. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  10. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  11. Ya Nabi Ya Nabi
  12. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  13. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  14. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  15. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics
  16. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  17. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  18. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  19. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  20. Aawaz panch waqt lagati hai momino

Leave a comment