AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA

Ai Sabze Ghumbadh wale manzoor Dua karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Ai Noor-e-Khuda aakar ankho me samaa jana
Ya Dar pe bhulaalenah ya Khaab me aajana

Ai Pardah nashi dil ke parde me reha karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Mehboob Ilaahi sa koyi na hasee dekha
Ye Shaan he in ki se saaya bhi nahi dekha

Allah ne saayeh ko chaha na Judah karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Me qabre andheri me ghabrah wohnga jab thanha
Imdaad mere karne ajaana zarah esharah

Roshan meri Turbath ko Lillah zara karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Chereh se diya paaye in chand sithaaro ne
Us dar se Shifa paaye dukh dard ke maaro ne

Atha he inni Saabir har dukh ki dhawa karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna


Related Content

  1. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  2. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  3. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  4. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  5. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  6. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  7. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics
  8. Tum Par Main Jan
  9. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  10. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  11. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  12. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  13. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  14. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  15. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  16. aaka ko pukar bande aaka pukar
  17. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  18. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  19. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  20. Noor Wala Aya Hai

Leave a comment