Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)

Ya Rasool Allah Ya Rasool Allah

Ya Habeeb Allah Ya Habeeb Allah

Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh

Waya Na Lulbarakat Kullu Man Salla Aleh

Al Nabi Ya Hazeerin Elamu Almal Yakeen

Inna Rabal Alameen Waraza Salla Aleh

Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh

Waya Na Lulbarakat Kullu Man Salla Aleh

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Kabay ke Badar-u-Duja Tumpe Karoron Durood

Taiba ke Shams-u-Zuha Tumhe Karoron Durood

Shaf-e-Roz-e-Jaza Tumpe Karoron Durood

Daf-e-Jumla Bala Tumpe Karoron Durood

Ya Rasool Allah Ya Rasool Allah

Ya Habeeb Allah Ya Habeeb Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Al Nabi Ya Man Hazar Al Nabi Khair-ul-Bashar

Man La Ho Haq-ul-Qamar Wanazil Sallim Aleh

Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh

Waya Na Lulbarakat Kullu Man Salla Aleh

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Dil Karo Thanda Mera Who Kaf-e-pa Chand sa

Seene Pe Rakh Do Zara Tumpe Karoron Durood

Zaat hoi Intekhab Wasf Howe Lajawab

Naam Howa Mustafa Tumpe Karoron Durood

Ya Rasool Allah Ya Rasool Allah

Ya Habeeb Allah Ya Habeeb Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Al Nabi Zakal Uroos Zikro Ho Yuhyi-Nafoos

Al Nasara Wal Majoos Aslam-o-Ala Yadeh

Al Nabi Ya Man Hazar Al Nabi Khair-ul-Bashar

Man La Ho Haq-ul-Qamar Wanazil Sallim Aleh

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Be Hunur-o-Betameez Kiss ko Howe Hain Azeez

Aik Tumhare Siwa Tumpe Karoron Durood

Aas Hai Koi Na Pass Aik Tumhari Hai Ass

Bas Yahi Asra Tumpe Karoro Duroo

Ya Rasool Allah Ya Rasool Allah

Ya Habeeb Allah Ya Habeeb Allah

Seena Ke Hain Daag Daag Kehdo Karain Baag Baag

Taiba se Aake Saba Tumpe Karoron Durood

Ya Rasool Allah Ya Rasool Allah

Ya Habeeb Allah Ya Habeeb Allah

Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh

Waya Na Lulbarakat Kullu Man Salla Aleh

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Al Nabi Yul Mustafa Ibn-o-Zam Zam Wa safa

Man Ta’ala Sharafa Kul-o-Kum Salla Aleh

Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh

Waya Na Lulbarakat Kullu Man Salla Aleh

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Al Nabi Yul Mujtaba Al Nabi Sakin-o-Quba

Hubbu Ho la Mal Haba Rabba Na Salla Aleh

Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh

Waya Na Lulbarakat Kullu Man Salla Aleh

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Tumse Jahan Ka Nizam Tumpe Karoron Durood

Tumpe Karoron Sana Tumpe Karoron Durood

Tum Ho Jawad-o-Kareeb Tum Ho Rauf-o-Raheem

Bheek Ho Data Ataa Tumpe Karoron Durood

Khalq Ke Hakim Ho Tum Rizq Ke Kasim Ho Tum

Tumse Mila Jo Mila Tumpe Karoron Durood

Nafe-o-Dafe Ho Tum Shafe-o-Rafe Ho Tum

Tumse Bas Afzoon Khuda Tumpe Karoron Durood

Shafi-o-Nafi Ho Tum Kafi-o- Dafi Ho Tum

Dard ko Kar Do Dawa Tumpe Karoron Durood

Ya Rasool Allah Ya Rasool Allah

Ya Habeeb Allah Ya Habeeb Allah

Barse Karam ki Bharan Phoole Ne’am Ke Chaman

Aisi Chala Do Hawa Tumpe Karoron Durood

Kiun Kahon Bekas Hon Main Kiun Kahon Bebas Hon Main

Tumho Main tumpe Fida Tumpe Karoron Durood

Ya Rasool Allah Ya Rasool Allah

Ya Habeeb Allah Ya Habeeb Allah

Al Nabi Zaka-al-Mali Kaoloho Kolan Sahi

Wal Quran Shae-u-Faseeh Allazi Unzil Aleh

Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh

Waya Na Lulbarakat Kullu Man Salla Aleh

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Kar ke Tumhare Gunah Maange Tumhari Panah

Tum Kaho Daman Main Aa Tumpe Karoron Durood

Humne Khata Main Na ki Tumne Ataa Main Na ki

Koi Kami Sarwara Tumpe Karoron Durood

Ankh Ataa Kijiye Uss Main Ziya Dijiye

Jalwa Kareeb Aa Gaya Tumpe Karoron Durood

Kaam Who Le Lijiye Tumko Jo Raazi Kare

Theek Ho Naam-e-Raza Tumpe Karoron Durood

Ya Rasool Allah Ya Rasool Allah

Ya Habeeb Allah Ya Habeeb Allah

Wal Hassan Umm Al Hussain Lin Nabi RayhaNatain

Fatima QurratuAin Jaddu Hum Sallu Aleh

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh

Waya Na Lulbarakat Kullu Man Salla Aleh

Yeh Ubaid Adna Gulam Tera Hai Khair-ul-Anam

Waqt Midhat ke Liye Iss Ki Ho Umar Tamaam

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah


Related Content

  1. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  2. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  3. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  4. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  5. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  6. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  7. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  8. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  9. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  10. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  11. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
  12. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  13. Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
  14. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  15. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  16. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  17. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  18. Taiba Bula Lijiye Na
  19. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  20. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics

Leave a comment