ALLAH Ho Rabo Muhammadin

ALLAH Ho Rabo Muhammadin salah alihewasalamah
nahno ibadomuhammadin salah alihewasalamah

ahram bandhy mataf men , masroof jab tak tawaf men
har ik kadam py yehi parha, salah alihewasalamah

usman aye to apny, pindali mubarak dhanp li
aisi ada py haya fida, salah alihewasalamah

pochengy jab munqar naqeer, man rabuka madinuka
kehdunga rab-e-mustafa, salah alihewasalamah

jis waqat tha zeby hira, husn-o-jamaly muhamadi
parhany laga ghar-e-hira, salah alihewasalamah

maqsood-e-kainat sy, yehi kahunga qabar men
adrik nia kherulwara, salah alihewasalamah


Related Content

  1. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  2. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  3. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  4. Tere Ishq Di Dolat
  5. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  6. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  7. Ya Nabi Ya Nabi
  8. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  9. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  10. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  11. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  12. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  13. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  14. Phir Ke Gali Gali Tabah  Naat Lyrics
  15. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  16. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  17. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  18. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  19. Tu Kareen hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane (Naat Lyrics)
  20. Abhi jibril utre

Leave a comment