Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics

Bulalo phir mujhay ey shahe bahrobar, Madinay main
Main phir rota huwa aoo, teray dar par Madinay mainNa dowlat dey nah showhrat dey, mujhay bas yeh sahaadat dey
Teray kadmo main marjaoon, main ro ro kar Madinay main

Madinay jaaney waalo jaao jaao Fi Aman’illah
Kadi toh apna bhi lag jaey ja bistar Madinay main

Meraa gham bhi toh dekho, main paraa hoo duur Tayba sey
Sukoon aey’ga bas meraa dil-e-muztar Madinay main

Salaam-e-showq kehna haajio meraa bhi ro ro kar
Sunaana dastaney gham meri ro kar Madinay main

Madina is liye Attar jaan-o-diil sey hai pyaara
Key rehtay hain meray Aqa meray diil bar Madinay main


Related Content

  1. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  2. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  3. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  4. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  5. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  6. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  7. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  8. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
  9. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  10. Barhy jo karky vo
  11. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics
  12. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  13. Ali Haidar ka gharana
  14. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  15. Noori Mahfil Lyrics
  16. ShaheMadina Naat Lyrics
  17. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  18. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  19. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  20. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics

Leave a comment