Meri Darkan Mey Ya Nabi Meri Sanson Mey Ya Nabi (Naat Lyrics)

Meri darkan mey Ya Nabi meri sanson mey Ya Nabi

Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Koi kuftagu ho lab par tera naam agaya hai

Tera Zikar kartay kartay yeh maqaan agaya hai

Dar e Mustafa ka manzar meri chashme tar key andar

Kabhi subho agaya hai kabhi shaam agaya hai

Yeh Talib hai duniya bar key woh gada hai unkey dar key

Key karam ka unkey hathon ye nazaam agaya hai

Jissey pee kar shaykh saadi balaghal ula pukaray

Meray dastay naathkhawaan mey woh jaam agaya hai

Aap Aqaaon key aqa aap hai shah – e – umum

Ya Rasoolulallah (saw) mey hoo aap ka adna ghulam

Meri darkan mey Ya Nabi meri sanson mey Ya Nabi

Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi


Related Content

  1. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  2. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  3. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  4. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  5. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  6. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  7. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  8. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  9. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  10. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  11. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  12. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  13. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  14. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  15. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  16. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  17. Kaba Lyrics
  18. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  19. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics
  20. YA TAIBA YA TAIBA

Leave a comment