Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics

zum zum zum aaya hai zum zum zum

aaya hai zum zum zum aaya hai

milad ka mausam aaya hai (2)

aaya hai aaya hai aaya hai

milad ka mausam aaya hai (2)

kushiyo ka sawan laya hai

milad ka mausam aaya hai

suhana mausam aaya suhana mausam aaya

kushiyo ka sawan laya hai

milad ka mausam aaya hai

ik kaif jaha par chhaya hai

milad ka mausam aaya hai

ab chak jigar ke silte hain

gunche kushiyo ke khite hai

ab fazalo karam ka saya hai

milad ka mausam……………..

gilmano malaik jannat ko

kuch or muzyyan karte hain

maula ne khald sajaya hai

milad ka mausam……………..

sakar ki aamad par rab ne

apni kudrat dikhlai hain

rahmat ka mih barsaya hain

milad ka mausam……………..

kaliyo kaliyo par joban hain

phoolu phoolu par joban hain

guncha guncha muskaya hain

milad ka mausam……………..

kurban halima me tuj par

hai teri godi mai sarwar

ye kesa mukadar paya hai

milad ka mausam……………..

bebas ka sahara hain sarwar

mazalum ke hami hai yawar

har kohe julm giraya hai

milad ka mausam……………..

rahamat rab ki neamat rab ki

utari hai ‘ujagar’ aalam par

sadab zamana aaya hai

milad ka mausam…………….


Related Content

  1. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
  2. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  3. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  4. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  5. Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics
  6. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  7. Rab Mehfilan Sajayan
  8. Aankhon ka taara naame Muhammed
  9. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  10. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  11. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  12. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  13. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  14. Taiba Bula Lijiye Na
  15. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  16. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  17. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  18. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  19. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  20. MERI BAAT BAN GAYI HAI

Leave a comment