Noor ke motiyon ki larri ban gai

Dil Main Ishqe Nabi ki ho Aesi Lagan Naat Lyrics

Rooh tarapti rahe dil machalta rahe

Zindagi ka maza he ke har sans se

Yaa Mohammad Mohammad nikalta rahe

Yaa Mohammad Mohammad mein kahta raha

Noor ke motiyon ki larri ban gai

Aeaton se milaata raha eatain

Pir jo deka to naate nabi ban gai

Jo bi ansoo bahee mere mehboob ke

Sab ke sab abr rahmat ke chhinte banain

Chah gai rat jab zulf lehra gai

Jab tabassum kiya chandni ban gai

Yeh to mana ke jannat he baaghe hasin

Khubsurat he sab khuld ki sar zamin

Husn e jannat ko pir jab sameta gaya

Sarwar eambiya ki gali ban gai

Jab chira tazkira un ke rukhsaar ka

Waduha par lia walqamar keh diya

Dil Madina mera bana Aaqa

Ho mujhe chashme namm ataa Aaqa

Ab huzoori ho door doori ho

Phir Madine mujhe bula Aaqa

Maut ke bad bhi surur aee

Aisi ulfat ki mai pila Aaqa

Mujh ko Siddik ki sadaaqat ka

Koi zarra tu kar ataa Aaqa

Kash roye Khashiyat e Rab se

Bahre Farooq dil mera Aaqa

Bahre Usman ba hea mujh ko

Dijie Daulate Hea Aaqa

Bahr e Maula Ali mujhe ghalaba

Dushmano per tu kar ataa Aaqa

Az pee Fatima mujhe apne

Ishq me har ghari rula Aaka

Behr e Hasnain de panah mujh ko

Paikar e Sabr aur Riza Aaqa

Mujh ko sadqe me Bu Hanifa ke

Aalim e Ba’amal bana Aaqa

Vasta tujh ko Gaus e Azam ka

Nek sirat mujhe bana Aaqa

Vasta tujh ko Ala Hazrat ka

Tu mujhe muttaqi bana Aaqa

Mere Ehlo Eaal aur mujh se

Door ho jee har bala Aaqa

Muskura kar Ubaid se keh do

Tu mera banda mai tera Aaqa


Related Content

  1. Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi  Naat Lyrics
  2. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  3. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  4. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  5. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  6. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  7. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  8. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  9. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  10. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  11. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  12. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  13. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  14. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  15. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  16. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  17. Meeran Waliyon Ke Imam De Do Panjtan Ke Naam (Manqabat)  Naat Lyrics
  18. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  19. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  20. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics

Leave a comment