Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Jab Talak Yah Chand Tara Jheel Meelata Jaayanga

Tab Talak Jasna Wiladat Hum Manata Jaayanga

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yah Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Naate Mahbooba Khuda Sunta Sunata Jaayanga

Ya Rasula Llah Ka Nara Lagata Jeeinga

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Char Janib Hum Diya Ghee Ke Jalata Jaayanga

Ghar Toh Ghar Sara Mohalla Ko Sajata Jaayanga

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Eid E Milad-Un-Nabi (Salla Llahu ‘Alehi Wa Sallam) Ki Shab Charaga Kar Ke Hum

Kabr E Noor-E-Mustafa Se Jagmagate Jaeinge

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Tum Karo Jashne Wiladat Ki Kushi Me Roshni

Woh Tumhari Gor-E-Teera Jagmagate Jaeinge

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Hashr Me Zera Liwa Hamd-E-Attar Hum

Naat-E-Sultan E Madina Gungunate  Jaeinge

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah


Related Content

  1. Ya Nabi Ya Nabi
  2. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  3. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  4. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
  5. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  6. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  7. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  8. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  9. Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein  Naat Lyrics
  10. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  11. Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
  12. Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai  Naat Lyrics
  13. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  14. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  15. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  16. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics
  17. Mere Dil Mein He Yaad-E-Muhammad  Naat Lyrics
  18. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  19. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics
  20. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS

Leave a comment