Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)

Ya Rabb Tere Mahboob ka Jalwa nazar aaye
Is Noor Mujassam ka Saraapa nazar aaye

Ay kaash kabhi aisa bhi ho kwaab me mere
Hoon jis ki Gulaami me who Aqaa nazar aaye

Ta Hashr meri qabar me ho jaaye ujaala
Marqad me jo Un ka ruke zebaa nazar aaye

Jis dar ka banaaya he ghadaa mujh ko Ilaahi
Is dar pe kabhi kaash ye maghta nazar aaye

Roshan rahe aankhen ye meri ba?de fana bhi
Gar waqt nazaa?e ho Shahe Waala nazar aaye

Kis aankh ne dekhi he misaal ankhi jahan me
Sarkaar too konain me yakta nazar aaye

Kaaba ay Riaz is ko banaalo me dil ka
Gar Naqshe Qadam mujh ko Nabi nazar aaye


Related Content

  1. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  2. Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo
  3. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  4. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  5. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  6. Aa Gaye Sarkar Naat Lyrics
  7. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics
  8. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  9. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  10. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  11. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  12. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  13. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  14. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  15. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  16. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  17. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  18. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics
  19. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  20. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey

Leave a comment