Jab Say Howa Hey Unka Karam

Jab Say Howa Hey Unka Karam Khyriat Say Hon
Ab Dukh Na Dard Hey Na Sitam Khyriat Sey Hon

Thama Hey Jab Sey Daman-E-Khar-Ul-Inam Ka
Kaiam Hey Tab Sey Mera Bharam Khyriat Se Hon

Sarkar Ney Nawaza Hy Ouqat Sey Sewa
Sab Ban Gaey Hyn Photey Karam Khyriat Sey Hon

Eshq-E-Nabi Mein Aisa Mila Hey Saroor Keh
Ab Chaheay Na Jaho Hasham Khyriat Sey Hon

Eshrat Bana Hon Mein Shayda Hazoor Ka
Tab Se Nahi Ankhyn Ye Nam Khyriat Se Hon

Jab Sey Howa Hey Unka Karam Khyriat Sey Hon
Ab Dukh Na Dard Hey Na Sitam Khyriat Sey Hon


Related Content

  1. Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka  Naat Lyrics
  2. TERI JALIYON KE NEECHE
  3. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  4. Tala Al Badru Alyna
  5. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)
  6. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  7. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  8. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  9. Sare Jahan Se Achha Hai Sange Dar Tumhara  Naat Lyrics
  10. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  11. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  12. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  13. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  14. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  15. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  16. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  17. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  18. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  19. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  20. Ya Nabi Ya Rasool

Leave a comment