Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina

mubarak tujhey ho aey arzey Madina
Nabi ka sher hai, ye sher-e-Madina

Teray paas jab syed-e-do jahaan hain
Na kyun raksh-e-aflaaq ho phir Madina

Teray sabz gumbad pe alam fida hai
Falak jaisey chumey zameen-e-Madina

Teray zara zara nishaan-e-Nabi hai
Fida tujh pe mekhaak sher-e-Madina

Uhad ke ye daman mein khoon-e-shaheedaan
Sabaq de raha hai wafa-e-Madina

Nishani hai Islam ki azmaton ki
Sahaba ke qadmon se khak-e-Madina

Wafadarion par sahaba ke akhtar
hai tareekh roshan ye sher-e- Madina


Related Content

  1. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  2. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  3. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  4. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  5. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  6. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  7. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  8. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  9. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  10. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  11. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  12. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  13. Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar  Naat Lyrics
  14. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  15. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  16. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  17. Aaj Milad e Nabi Hai
  18. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  19. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics
  20. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar

Leave a comment