Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai

Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
Wohi Farid, Wohi Daata, Ban Ke Aaya Hai

Jahaa(N) Kahi(N) Bhi Qadam, Mera Dagmagaaya Hai
Sahaara Dene Karam, Aap Hi Ka Aaya Hai

Sata Sakegi Na Ham Ko Bhi, Garmi-Aey Mehshar
Hamaare Sar Pe Habibe Khuda Ka Saayaah Hai

Isi Tamanna Mei(N) Jite Hain, Koi Yeh Kehde
Chalo, Chalo, Tumhe Sarkaar Ne Bulaaya Hai

Ghame Habibe Khuda Ne Jise Nawaaz Diya
Alim, Aa’lame Gham Mei(N) Bhi Muskuraaya Hai


Related Content

  1. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  2. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  3. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  4. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  5. Mein Sajdah Karun Ya Ke Dil Ko Sambhalun  Naat Lyrics
  6. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  7. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  8. Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
  9. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  10. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  11. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  12. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  13. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
  14. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  15. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  16. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics
  17. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  18. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  19. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  20. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare

Leave a comment