Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)

Aanay walo yay to bataao shehr madina kaisa hai
Sar un kay qadmon mayn rakh kar jukh kar jiina kaisa hai

Gunbaday khazra kay sa-ay mayn beytth kay tum to aa-ay ho
Uss sa-ay mayn rab kay aagay sajda karna kaisa hai

Dil aankhayn or ruuh tumhari lagti heyn sehraab mujhay
Dar pay un kay beytth kay zamzam piina kaisa hai

Diiwano aankhon say tumharitna puuch to laynay do
Waqt e dua rozay pay un kay aansu bahana kaisa hai

Waqt e rukhsat dil ko apnay chhoarr wahaan tum aa-ay ho
Yay batlaa-o ishrat un kay dar say bichharrna kaisa hai

Waqt e rukhsat dil ko apnay chhoarr wahaan tum aa-ay ho
Yay batlaa-o hum ko k un kay dar say bichharrna kaisa hai


Related Content

  1. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  2. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  3. Un Ki Nazar Mein
  4. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  5. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  6. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  7. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  8. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  9. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  10. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  11. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  12. Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics
  13. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  14. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics
  15. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  16. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  17. Noor Wala Aya Hai
  18. Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
  19. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  20. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics

Leave a comment