Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)

Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah

Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

Yeh Dil Qurban Ap Per Yeh Jaan bhi Qurban Hai

Jo Hai Qurban Ap Par Woh Sahib-e-Iman Hai

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

Sab se Aola O Ala Hamara Nabi

Sab se Bala O Wala Hamara Nabi

Apne Mola Ka Pyaara Hamara Nabi

Dono Alam ka Dulha Hamara Nabi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

Bhuj Gayin Jiss ke Aage Sabhi Mashalein

Shama Woh Le Ker Aaya Hamara Nabi

Jinke Talwon ka Dhowan Hai Aab-e-Hayat

Hai Woh Jaan-e-Masiha Hamara Nabi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

Husn Khata hai jiss ke Namak Ki Kasam

Woh Maleehe Dilara Hamara Nabi

Zikr Sab kii Ke Jab Tak Na Mazkoor Hon

Namkeen-e-husn Wala Hamara Nabi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

Jiss ki Do Boond Hain Kosar-o-Sansreet

Hai woh Rahmat ka Darya Hamara Nabi

Jaise sab ka Khuda Aik Hai Waise Hi

En ka Unka Tumhara Hmara Nabi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

Karn-o- Badli Rasoolon Ki Hoti Rahi

Chand Badli Ka Nikla Hamara Nabi

Kaun Deta Hai Dene Ko Mon Chahiye

Dene Wala Hai Sacha Hamara Nabi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

Kya Khabar Kitne Taar-e-Khile Chup Gaye

Par Na Doob-e-Na Dooba Hamara Nabi

Mulk-e-Konain Main Ambiya Tajdaar

Tajdaaron Ka Aaqa Hamara Nabi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

La Maqan Tak Ujala Hai Jiss ka Woh hai

Har Maqan Ka Ujala Hamara Nabi

Saar-e-Achon Main Acha Samjhiye Jisse

Hai Uss Achche Se Achcha Hamara Nabi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

Jiss ne Tukre Kiye Hain Qamar Ke Woh Hai

Noor-e-Wahdat Ka Tukra Hamara Nabi

Sab Chamak Wale Ujlon main Chamka Kiye

Andhe Sheeshon Main Chamka Hamara Nabi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik

Jiss ne Murda Dilon Ko Di Umar-e-Abad

Hai woh Jaan-e-Masiha Hamara Nabi

Gamzadon ko Raza Mujda Dijiye Ke Hai

Bekason Ka Sahara Hamara Nabi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Khair-ul-Wara Noor-e-Khuda

Ap Jaisa Jahan Main Hai Koi Kahan

Ya Syeddi Ya Habibi Salam-un-Alaik

Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik Salam-un-Alaik


Related Content

  1. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  2. Aaj Muhammad aye moray ghar
  3. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  4. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  5. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  6. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  7. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  8. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  9. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  10. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  11. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  12. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  13. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  14. Pir Mere Baghdaadi Ghaus Ul Anaam  Naat Lyrics
  15. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  16. Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhon (Naat Lyrics)
  17. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  18. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics
  19. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  20. Taiba Bula Lijiye Na

Leave a comment