Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)

Wo Kaisa sama hoga wo kaisi gharri hogi
Jab pehli nazar unkay rozay pay parri hogi

Yay kucha e jana he aahista qadam rakhna
Har ja pay malaaik ki baaraat kharri hogi

Kya saamnay ja kay ham haal apna suna-ayn gay
Sarkar ka dar hoga ashkon ki jharri hogi

Kuchh haathh na aa-ay ga aqa say juda reh kar
Sarkar ki nisbat say toqeer barri hogi

Wo sheesha-ay dil gham say mela na kabhi hoga
Tasweer madinay ki jiss dil mayn jarri hogi

Ho ja-ay jo wabasta sarkar kay qadmon say
Har cheez zamaanay ki qadmon mayn parri hogi

Chaara na koii karna ik naat suna day-na
Nacheez zahoori ki jab saans arri hogi


Related Content

  1. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  2. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics
  3. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics
  4. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  5. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib   Naat Lyrics
  6. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  7. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  8. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  9. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  10. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena
  11. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics
  12. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  13. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  14. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  15. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  16. Apni Lagan Laga De
  17. Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam
  18. Aaqa Ka Milad Aaya
  19. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  20. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics

Leave a comment