Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)

Tere Qadmo me aana, mera kaam tha
Meri Kismat jagaana, Tera kaam he

Meri aankho ko he, deed ki arazoo
Rukh se Parda uthaana, Tera kaam he

Teri choukat kahan aur kaha ye jabeen
Tere faiz-e karam ki to hud hi nahi

Jin ko duniya me koyi na apna kahe
unko apna banana Tera kaam he

Baaraa bat�ta he Sultaane Kaunain ka
Sadqa Moula Ali Sadqa Hasnain ka
Sadqa Khwaja Piya Ghous Saqalain ka
Sadqa Sultan Bahu Peer Kaamil ka
Haaziri hogayi ye bhi in�aam he

Mere dil me teri yaad ka raaj he
Zahne Tere Tassawur ka muhtaaj he
Har ek nigahe karam me meri laaj he
Laaj meri nibhaana Tera kaam he

Pesh har aarazoo har tamana karoo
Thaam loo Jaaliya iltija ye karo
Mangne waalo daaman kushaada karo
Noor waale ka Faiz-e-karam aam he


Related Content

  1. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  2. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  3. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  4. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  5. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  6. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  7. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  8. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  9. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  10. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  11. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  12. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  13. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  14. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  15. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  16. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  17. Aaj Milad e Nabi Hai
  18. Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz  Naat Lyrics
  19. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  20. Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya

Leave a comment