Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)

Kaak Sooraj se andehro ka izalah hoga
Aaap aye tho mere ghar me Ujaala hoga

Hashr me hogah who Sarkaar ke Jandhe ke thale
Mere Sarkaar ka jo chahne wala hoga

Isqh-e Sarkaar ki ek Sham?ma jalaalo dil me
Baad marne ke Lehad me bhi Ujalaa hoga

Jab bhi maangho to Waseele se in?hi ke maangho
Is Waseele se Karam aur do baala hoga

Hashr me is ko bhi seene se lagaa?yenge
Huzoor Jis Ghuneghaar ko har ekh ne taala hoga

Mahe Tayba ki Tajalli bhi niraali hogee
Aap ke gard bhi Ashaab ka Haala hoga

Silah Naat Nabi Paayega jis din Khalid
Who karam dekhna tum dekhne walaa hoga


Related Content

  1. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  2. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  3. Tum Par Main Jan
  4. Tere Ishq Di Dolat
  5. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  6. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  7. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  8. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  9. Tala Al Badru Alyna
  10. Do jag de wich hoye ujaale,
  11. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  12. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  13. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  14. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  15. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  16. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  17. Ae Noor-e-mujjassim
  18. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  19. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  20. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics

Leave a comment