Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)

Subho Meelade Nabi he kya suhana Noor he
Agayaa wo noore waala jiska saara Noor he

Aankh waalo aawo dekho maahe Tayba ki ziyaa
Aasmaan ke chand me to peeka peeka Noor he

Tu na hota, to na hota do jahaan ka intizaam
Tu zameen ka noor he, tu asmaan ka Noor he

Jisne jo kuch Noor payaa sub Teri Sarkaar se
Noor ki Sarkaar ka to subse pehla Noor he

Jistaraf ko ut?gayee aalam munaw?war hogaye
Me Teri Aankho ke Sadqe in me kitna Noor he

Mustafa ke noor me he Zaate Baari Jalwa ghar
Mustafa ka Noor yoon kehte! Khuda ka Noor he

Istaraf bi ek nighahe Noorale Noorala
Me sarapaa ma?siyat hoon Tu sarapaa Noor he


Related Content

  1. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  2. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  3. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  4. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  5. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  6. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  7. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics
  8. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  9. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  10. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  11. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  12. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  13. Kaba Lyrics
  14. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  15. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  16. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  17. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  18. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,
  19. AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
  20. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey

Leave a comment