Noorani Darbaar Madine Waale Ka

Har soo’e izhaar Madine Waale ka
Noorani darbaar Madine Waale ka

Le ke chalo ab mujh ko Madine leke chalo
Me to hoon bimaar Madine Waale ka

Mujhko hoga naaz ke jab ye logh kahe
Ye manghta he Sarkaar Madine Waale ka

Le ke chalo ab mujh ko Madine leke chalo
Me to hoon bimaar Madine Waale ka

Mere dil ki yehi ekh tamanna he
Ke hojaye didaar Madine Waale ka

Meri Dua he mehfil me moujood he jo
Sab dekhe Darbaar Madine Waale ka

Le ke chalo ab mujh ko Madine leke chalo
Me to hoon bimaar Madine Waale ka

Jannati he woh Jannati he who Jannati
Jis ke dil me Pyaar Madine Waale ka


Related Content

  1. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics
  2. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  3. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  4. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  5. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  6. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  7. Kis Ke Jalwe Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai  Naat Lyrics
  8. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  9. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  10. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  11. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  12. Noori Mahfil Lyrics
  13. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  14. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  15. Aagae Mustafa Ki Sawaari
  16. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  17. Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka  Naat Lyrics
  18. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  19. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  20. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri

Leave a comment